Raaste


Chal diye kadam jis reaste par waha    rukne ka koi zorr nahi aage kahi manzil hai peeche chhod aaye hum kal

harr koi yeh baat karta hai ki aage seen mein jalti hai kadam kadam badhana toh manzil khud dikha degi

agar aaj nahi kiya toh kal umeed se khelna mat chal diya jo raaste hum peeche koi mod nahi 

 aage uchai hai par peeche bhi sirf khai hai kehte hai ki aag ka dariya hai par humme doob kaha jana hai?

hum to aaye hai chand lootne  sabke dil se, dil ka khayal lootne baja kar har dil mein ghanti jaa rahe hai hum humari gully.

                                                                                              - Adarsh Singh 

Comments

Popular Posts